Thursday, March 31, 2016

3 face pe dany nikalna

Aslam o alikum
Jesa ap ne hr kaly ilam ka btayaus main kafi ki almaat meri halat se milti hain
1 din ba din kamzor hona
2 face blAck hona
3 face pe dany nikalna
4 yadasht kamzor hona bhol jana bataon ko
5 har waqt bechaini rehna
6 jism gram rehna
7 sardi mehsos hona
8 neel parna
9 awaz beth jana
10 seenay main dard rehna
11 sans keech kar lena
12 relationship main rukwat ana
13 jism ka pain hotay rehna
14 main khush ni reh sakti har waqt pareshani rehti hai
Ye alamaat mery main hain jin ki waja se main bohat pareshan hon meri halat din na din kharb hoti jarhi main khud ko bohat thaka hoa feel karti hon
Namaz quran b parhnay ko dil ni karta
Kya ap in sb ki kaat karskty hain meri maa par b in cheezon k asraat thy Jo ab wafaat pa chuki hain ..
Mehrbani farma kar ap is ka hal kardijye k ye asraat mujpe se khatm hojay ..or is mail ka jawab zaror dijiye ga.
Shukariya Assalam o alikum Amel saab mai Sajid se hoon amel saab mai aur hum sub ghar wale bahoot parashan hain mere bhabhi ne mere bhai per kala ilm karwa rakha hai bhabhi bahoot batmeez aur baadkardaar hai ami ky saath intahai batameezi say pesh ati hai agar ami bhai ko uss ky baray mai bataye tu bhai ulta ami ko bazoo se pakar ky kamray se bahir nikal deta hai amel saab ami uss ki waja say bahoot iezeyat mai hai amel saab koi asa taveez dain ami kehti hai hamari uss baadkardar aourat se jaan choot jai bhai khud ussay choor day plz plz plz amel saab hum bht majboor hain ab wo hamara ghar bickane ky chakar mai hai b assalaamwalaikum
amel sahab jumara naam raheema hai hum aapse kuch madat talab karna chahtey the kya aap humari madat karonge ... humare shohar ne 8 saal pehle hume talaaq dey di hai aur ab dusri shaadi ki hai isse na haq humara aur humare bach ka haq kisi aur aurat ko diya jaa raha hai hum bas itna chahtey hai ke woh us aurat ko humesha humesha ke liye talaaq dey dey aur hume dubara apna le aur humare bacho ho ko aur hume humara haq dey dey aur humare saasu maa aur nand aur us ghar waale sab hume maa baap se aakar maafi mange aur humara ghar bas jaaye .... kya is masle mai aap kuch madat kar saktey hai humariaur hum gareeb isaan hai paise wagera zada kharcha nhi kar saktey toh humari madat karey pehle soutan ka talaaq fir humari wapsi yeh ho sakti hai ya nhi hume batadey
dua mai yaad rakhna aur jal reply bhi karna

allah hafiz Assalamaleykum amel saheb.meri maa 8 salo se bimar hai unhe ek taveez
bicha mila tha gali mein jise unhone jala dia tha tabse unki tabiyat
kharab hai unke hath pao kaam nhi karte .taveez,nimbu mirch
,blade,kata hua murga,ghar ke gali me paisa pheka milta hai.ek bar
meri maa ko ghar mein anda mila tha jise unhone pathar se phod dia
phodte hi unke ankhein hi phoot gayi.abhi hal mein hi ek blade rakha
mila hai.meri maa ki ek aankh to phoot hi chuki hai ek phootne ko
hai.aap se request hai ke kuch amal bataye jisse meri maa durust ho
jaye.hamare ghar ko tabah karne ke liye koi laga hua hai.ALLAH apko
sabki madad karne ke liye jannatul firdos atta farmaye.Meri .jadu
karne wale ka nam batade taki hum unse hat kr rhe hamari jald madad
kare ho sake to phone pe bata de no Janab,

Mera name imran hai .
Me kafi barso se heran hu ki is bat tak.
Jab me nokari ki talash me jatu kisi anchhe to mere man ajibo garib sawalat aate hai aur mere man yah peda karte hai ki ye nokari tumare liye bekar hai .isise acchee tume milegi yah nokati tum mat karo.
Aur fir muje dusri acchhe nokari mil hi nahi pa rahi.
Jab milko hoti hai to kisi ne kisi mere kam me chala jata hu aue nokari time bhi pura ho jate.
Mera man bahoot kuch karna chahta hai magar me kar nahi pa raha mera mind kam nahi kar pa raha hajrat aap hi meri madad kar sakte ho aur sidha rasta bataye aur muje kamyab kare.
Aaj me india mese hu me ek educated vyakti bhi par lachar bhi hu kiya karu kuch samaj me nahi aa raha.
Jaha jav vaha ek bhi job nahi milti aur muje job ke sthal par nahi pochne deti.b.com pass hu aur mene computers jyadatar courses bhi kiye hai.
To bhi yahi hal hai aaj me ek mamuli majuri kar raha hu koi takat muje rok rahi hai bada banne me.
Muje yahi man me mehsus hota hai.
Graduation mene complete kiya hai.
Mere ma baap bhi yahi soch me hai ki yaha ladka padhay vala ek majuri keise karne laga.

Aap se gujaris hai ke muje sidha rasta bataye janam

Allah apke uper rahem kare

Khuda hafiz.
Aslamo aleukm
Mere sath bahut bara masla h meri shadi ko 6saal hogae hain muje olad nh h mere shohar ka behaviour bahut sakht ho jata h mere sath
Men bahut zyada tang aa chuki mar Jane ko dil krta h ap batayen men kya kron
Meri pareshani bahut bari h men utna explain nh kr sakti
Plz help me plz. Bhai meri madad kar dain ap please mera Bhai 6 saal say aik larki kay chakkar main tha. Aik daffa unhoon nay maa ka name poocha tha phir aisa qaboo main aya kay gandi zaban gali sab kuch apni maa say us larki kay liay ki.

Akhair us larki say shadi ho gai is hi saal February main. Mera Bhai meray betay say bohat pyar karta hai. Rukhsati kay doosray hi din car accident hwa us main meray betay ki face ki aur ankh ki surgery hoi. Aur in 7 months kay andaar meray bachay ki 4 surgery ho chukkin hain.
Meri maa aur behan ko bhi chottain ayin magar wo theek hain Allhamdullillah.

Us nay atay saath hi 2 months main job bhi khatam kara di kay main kia Tawaif hoon mujhay apnay maa baap kay pass chora wa hai.

Jis din say ayi hai bohat hi jhoot bolti hai. Ghar ka kam too door ki baat roti bhi meri maa hi banati hai. Is burhappay main meri main zalil ho rahi hai. Bhai ki ankh pay to patti hai. Wo kuch nahi sunna chatta.

Wo itna jhoot bolti hai kay us ka koi muqabla nahi. Aur meray Bhai ko maa hi ghalat lagti hai. Wo 60 years ki hain magar halat ki wajah say job karti hain phir ghar bhi sambhalti hain.

Ap please kuch madad kar dain wo larki yah to theek ho jaye jhoot choor day. Yah wo chalay jaye jis din say ayi hai hum nay bohat nuksaan uthayae hai.

Jo bhi milta hai khatta hai is say jaan churaoo yeh theek nahi.

Aram say larkoon kay saath ghoomti thi jab Bhai nahi tha pak main kay wo to class mates hain

Ap ki behan ko ap kay jawab ka intayzaar rahay ga

No comments:

Post a Comment