Friday, December 18, 2015

black head khtm krny ka tarika

Homemade Blackhead Tips - Many of young people experience blackheads in their faces that that cause of less confident. Blackheads are the result of oily skin and blocked pores. You can easily get rid of blackheads by using these homemade tips that is specially brought to you from the desk of Zubaida Tariq.
Method
=======
Just take chilled fresh tomato paste and apply it on your face. after 5 minutes wash your face with water. Repeat this process 1 or 2 times a week. Blackhead will be removed.

 طریقہ
=====
ٹھنڈا اور تازہ ٹماٹروں کا پیسٹ اپنے چہرے پر لگائیں اور پانچ منٹ بعد پانی سے دھو لیں- یہ عمل ہفتے ایک یا دو بار کریں اس سے آپ کی جلد سیاہ دھبوں سے محفوظ رہے گی







  How To Remove Blackheads From Nose In Urdu Home Remedies Face
  Blackheads Treatment In Urdu

Black Heads chehre ki khubsurti ko bigarne mein aham kirdar ada karte
hian, blackheads aksar naak ki upre jild ya peshani par paye jate han
aur chehra bohat badnuma mehsoos hota ha.in se nijaat hasal karna koi
mushkil kam nahi is maqsad ke liye massage aur steaming sab se mausar
zariya ha.

Sab se pahle kisi be ache moisturizer ke saat chehre ka 10 min tak
massage karai, khas taur par jahan blachheads hon wahan zayada massage
karain.take woh naram ho jain, is ke baad steem lain, phir pani mein
bheege toliye ke saath naram hathon se chahre ko ragar kar saaf karain,
jahan blackheads hon.inhain halke se daba kar nikalain, is ke baad foran
thande pani se cheehra dho lain, is ke bad tooner lagainya baraf se
takoor karaintake masam bhar jain aur wahan dubara se bleakheads na ban
sakain.dusary tareeqay mein toliye ko garam pani mein bhigaoon aur isay
chaahre par philakar lait jain, jab toliya thanda hone lage tu isay
dubara pani mein bhigo kar cheehre per philain, is tarhan bhi black
heads naram par jain ge, tou toliye se ragarh kar inhain nikal lain.

tags: Blackheads meaning in urdu, Blackheads khatam karne ka
tarika, Blackheads kya hai, chehre aur naak se Blackheads ke nishan
khatam kese hote hain.


:Urdu Meaning Pictures Hindi Tips Islam Books Information:

No comments:

Post a Comment