tarbooz ke fawaid
tarbooz ke faide
Headache ki beshumar iqsam hein jin mein se aesay dard jo garmi ki waja
se ho darj zel hein.
Sirf ye dekh liya jaye ke mareez mein garmi ki alamat pai jati ha ya
nahi. Yani agar mareez ke sar par hath lagane se hot maloom ho ya mareez
ko sar dard ki shikayat aag par behtne ya dhoop mein chalne phirne se
shru hoti ho to ye nuskha faidamand hai.
Tarboz ka gooda lekar is ko malmal ke bareek or saaf roomal mein daal
kar nichor lein or isko kaanch ke umda glass mein daal kar qadray misri
mila kar subah ke waqt pila diya jaye, aram hoga.
No comments:
Post a Comment